Seo friendly blog post kese likhen in 2024| How to write a seo friendly blog post in Urdu Hindi
Seo friendly blog post kese likhen in 2024| How to write a seo friendly blog post in Urdu Hindi Hello dosto, aapka hamare blog par welcome hai. Aaj main aapko SEO friendly blog post kaise likhte hain Indian English mein ke baare mein batane ki koshish karunga. Dosto, naye blogger ki sabse badi dikkat hoti hai unko samajh mein nahi aata hai ki blogging ki shuruaat kaise karein. Vah is cheez mein confuse rahte hain ki content par focus karein ya SEO par, unko is questions ka answer paane ke liye 6 se 7 mahine lag jaate hain. Parantu aaj ki post mein, main aapko sabhi cheez clear karne ki koshish karunga. Aaj main bahut saare points cover karne ki koshish karunga. Jaise ki beginning mein aapko content par jyaada focus karna chahiye ya SEO par, topic kahan se search karein aur content likhte samay kin baaton ka vishesh dhyan rakhna chahiye. Dosto, SEO bahut badi term hai isko samajhne aur implement karne ke liye aapko lagaatar learning karte rahna hai. Mere hisaab se continuou...